Saal Jaana Anjaana
Saal ke is aakhri din,
Soach raha tha...
Is saal ke agosh mein..
Kya khoya , aur kya paya..
Soach raha tha...
Is saal ke agosh mein..
Kya khoya , aur kya paya..
Paal paal badalti parchaiyo mein,
Kitne aks ko pehchan paya..
Aur kitno ko doophaar ke suraj..
mein kho diya...
Soach raaha,
Aaj is saal ke aakhri laamhoein mein.
Akela betha, baandh kamre mein,
Vichro ki dristi mein,
Beete hue laamhoein ko jee raha tha...
Dhundh mein dhootha tha,
Phir se chamakte Sooraj ko..
Aaj is saal ke aakhri laamhoein mein.
Soach raha tha....
Kya tha is saal mein,
Aur kya nahi tha ...
Jiski aasha mein aanewale..
Saal se rakhoein...
Jinhe mein aane wale,
Bhavisya mein dhoondo...
1 comment:
achchha hai, I am strangely attracted to this poem now, though I have read it before.
S!
Post a Comment