Friday, August 26, 2005

Kyu...

Din kaata nahi,
Raat kaatti hai.

Zindagi apne saamne hi,
Apni aabru ko katra katra..
Karti nazar aati hai.

Inhi kaatronne mein,
Zindagi aapne ko chupha kar...
Roti hai.

Phir bhi Nazaarein,
Saath nahi dena chahati.

Nazaarein bus khamosh,
Dil ke roodan ko nazarandaaz kar,
Aapne mein hi kho jaati hai.

Kyu?

1 comment:

Anonymous said...

Nice, interestimg alliteration...mostly.

Aglee baar dukhi poem likha, to hafte bhar chai banwaoongaa...

S!